[Verse 1]
Sare Jahan Ka Badshah
Hai Mujhme Aakar Bas Gaya
Shaan Aur Shaukat Se Tu Bhara
Khud Jaisa Mujhko Hai Kiya
[Chorus 1]
Hai Haazir, Hai Haazir
Meri Kahani Mein Tu Hai Haazir
Hai Haazir, Hai Haazir
Meri Kahani Mein Tu Hai Haazir
[Verse 2]
Duniya Sunati Jab Saza
Tune Li Meri Jagah
Jab Mujhme Kuch Bhi Na Bacha
Jannat Ka Waris Hai Kiya
[Chorus 2]
Hai Haazir, Hai Haazir
Meri Kahani Mein Tu Hai Haazir
Hai Haazir, Hai Haazir
Meri Kahani Mein Tu Hai Haazir
[Bridge]
Sare Halaton Mein, Sare Lamhaton Mein
Sare Jazbaaton Mein, Tu Haazir Hai
Shero ki Maan Mein Ya, Bhadakti Aag Mein Bhi
Har Imntehan Mein, Tu Hazir Hai
[Chorus 3/Outro]
Mai Haazir, Mai Haazir
Teri Kahani Mein Mai Hu Haazir
Mai Haazir, Mai Haazir
Teri Kahani Mein Mai Hu Haazir
Chorus:
है हाज़िर, है हाज़िर
मेरी कहानी में तु है हाज़िर
Verse 1:
सारे जहां का बादशाह
है मुझमें आकार बस गया
शान और शौकत से तु भरा
खुद से मुझको है किया
Verse 2:
दुनिया सुनाती जब सज़ा
यीशु ने ली मेरी जगह
जब मुझमें कुछ भी ना बचा
जन्नत का वारिस है किया
Bridge:
सारे हालातों में, सारे लम्हातों
सारे जज़्बातों में तु हाज़िर है
Watch Official Video